Mujhe achi tarah Yaad hai jab hum multan mein reha kartay the .Daddy Government officer the ..hum do bhai hi hain .mama ek house wife thi …Buchpan ke din bhi kya din the mein chhota sa tha mama nehla dhula kar mujhe ghar ke bahar bitha deti ..mein chabi wali ek car se aise hi ghar ke pass khailta rehta …
Ghar ki pichali tarf maghrab ki tarf ek gali aur thi ..us gali mein ek ghar tha Jehan bahut bara peepal ka darakht tha ..Us ghar mein Hafiza Amma aur un ki 10 saal ki nawasi(grand daughter) rehti thi..Hafiza Amma ke ek beta tha ek beti thi …shohar kehin jawani miein guzar chukka tha ..Amma ne muhalay ke buchaon ko quran parha kar aur karpay si si kar apnay buchon ko pala tha ..lekin un ka imithan kam nahi hua tha ..Beta buri suhbat mein par kar kab ka ghar chhor kar chala gaya tha ..beti ki shadi kar di thi ..mein samjhta hon shayd who din kuch sukh ke jo Amma ne dekhay hon ge ..Beti ki shadi ke 7 saal baad damaad aur beti ek accident mein chal basay the ..aur apnay peechay ek beti chhor gaye the .. ghazal naam tha us ka ..woh apni naani ke hi pass us baray se ghar mein reh rehi thi …meri umar us time koi 4 saal hogi ..
Mere ghar ke nazdeek wohi ek larki thi jis se mein ja kar khaila karta who mujh se koi 6 saal Bari thi mein us ko buchpan se hi ghazal apa kehta tha .woh apnay ghar mein usi peepal ke darakht ke neechay apni saheliyon ke sath miti ka ghar banati rehti..mein kabhi wehan jata aur un ke sath khailnay ki koshish karta us ki saheliyan mujhe dara dhamka kar peechay kar deti ..mein tang aa kar ronay lagta ..khailnay ko dil bhi karta tha aur darta bhi tha ke kehin ab maar hi na paray ..woh un se to kuch na kehti mere kareeb akar baray pyar se kehti …aray rotay nahi hain tu to medha pupoo hai ( tu to mera puppoo hai).yeh keh kar mujeh gaod mein utha kar apnay pass bitha leti ..aksar yehi hota aur aksar mujeh yehi sunanay ko milta ke tu to medha puppoo hai..mujeh us ka aise pyar se bolna acha lagta aur mein chup bhi kar jata aur sath mujeh khailnay ka bhi moqa mil jata ..
Amma ka humaray ghar ana jana tha ..is liye ghazal bhi ati rehti thi ..mama apna kaam karnay mein lag jati to ghazal ko hukam suna deti ..aray ghazal beta khalid ko sath le jao aur khailo ja kar ..mama ko lagta tha ke jehan koi aur bucha nahi hai wehan mere akelay ke liye ghazal se achi compony koi nahi ho sakti ..woh kabhi ungli pakar kar to kabhi mujhe gaod mein utha kar sath le jati ..mein dopehar tak wehin khailta rehta ..mera buchpan aise hi guzar reha tha ..mujeh acha lagta us ke sath khailna ..dady ka un dino transfer Islambad ho gaya aur hum wehan se Islamabad shift ho gaye ..wehin dady ne mujeh ek school mein admit karwa dia ..lekin humara Eid ya bari eid par multan ana jana laga rehta aur meri sab se pehlay yehi koshish hoti ghazal apa ke ghar jaon aur amma se aur un se mil aon. Ghazal apa ka andaz waisa hi tha mujeh dekhtay hi kehti array ye to medha puppoo aya hai ..aur mein yehi sun kar khushi se phool jata ..woh jaise jaise jawani mein qadam rukhti jati thi ..waise waise hi khoob sorat hoti ja rehi thi ..lamba qad , gora rang. Kamar par jhooltay huay kalay baal kali bari bari ankhein . jab woh bari bari ankhain utha kar mujhe dekhti mujhe lagta is se acha manzar koi nahi hai .woh mujh se kehti bolo na kya khao ge aur is se pehlay ke mein kuch kehta who khud hi kabhi kheer ya doodh mein siwaiyan dal kar le ati aur mere sath akar beth jati .hum sath sath khatay rehtay aur who bolti rehti ..” han to ab batao study kaisi ja rehi hai .English mein kitnay number aye aur Math mein kaisa reha ..kitnay din ho yehan koi masla ho to mujeh bato mein tumse senior hon abhi dekh letay hain..etc etc etc .aur mein har baar munasib jawab dekar chup kar jata ..woh mere sath bethi hoti kabhi baat kartay kartay un ki tang meri tang se takrati kabhi kandha mere kandhay lagta ..mujeh yeh kuchi umar ka ahsaas bahut acha lagta ..un ke balloon ki bheeni bheeni si khusho mujhe bahut pyari lagti ..mein chup chap betha rehta ..ek jhijhak aur ek sharam ka daman hamesha mere hath mein rehta mein kabhi us se nikal na pata waqt guzarta reha aur beach mein kuch saal aise bhi aye ke hum loog multan na ja sakay .Lekin mein kabhi un ko bhool na saka jab bhi Eid ati mujhe un ke ghar ke siwayin aur kher bahut yaad ati ..mein sochta ghazal apa hoskta hai meri raah dekhti hon ..lekin yeh such hai who dekhen na dekhen mein zaroor dekhta tha ke pata nahi ab kabhi jana hoga ke nahi .mein ne Fsc kar li thi..isi doran daadi ammi ki death ho gayi ..Multan wala humara ghar akela par gaya tha ..Dady ne hum sab ko wapis Multan bhej dia aur khud job ki wajah se Islamabad mein hi reh gaye ..kehtay hain insaan apnay buchpan ko kabhi nahi bhoolta us ka who sari umar yaad ata hai …mere zehan mein bhi aisi hi kuch yaadain thi ..Ghazal apa , peepal ka darakht , mitti ke kuchay ghar , Eid ke din , Ghazal apa ke hath ki bani kheer ..mujhe yeh sab yaad tha…
Wapis anay ke baad sab se pehlay hum ko jo loog milnay aye ..un mein ek munawar aunty thi who doctor thi aur humaray ghar se kuch door rehti thi .dosri milnay anay wali ..Hafiza amma thi aur un ki nawasi Ghazal apa thi ..Ghazal ab jawan ho chuki thi 24 saal ki umar mein us ka rang roop nikal aya tha .woh ek gori chitto lambay qad ki khoobsoorat larki ban chuki thi ..is mein koi shak nahi tha jo dekhta ek baar thehar kar zaroor dekhta tha ..woh mama se baray garam joshi se mili..aur mein kuch faslay par betha hua un dono ko dekh reha tha .Ghazal apa ne gehray jamni rung ka shalwar kameez pehni hui thi .un ke goray rung par ye color bahut juch reha tha ..Ghazal apa ne kuch dair ke baad palat kar mujhe dekha aur boli ..aray yeh to medha puppoo hai . mein us time ek choti si kursi par betha in ka milna julna dekh reha tha ..mein ne un ko salam kia unhon ne agay hokar mere kandhay se lag kar khari ho gayin .. aur boli array kaise ho tum bahut baray hogaye ho aur mein itna sun kar hi sharma gaya ke Ghazal apa mujh keh rehi hai ke mein bara ho gaya hon ..meri umar us waqt koi 18 ya 19 saal hogi ..un ke sath lag kar kharay honay se mujeh un ke jisam se wohi bheeni bheeni si khushboo anay lagi .agarcha ke mein ne koi sexual experience abhi nahi kia tha lekin ek mard aur aurat ka rishta ab mujhe par raaz nahi reha tha …who jitni dair khari rehi mere sath mein un ke jisam ki khushbo ko mehsoos karta reha ..dil karta who aise hi khari rehen aur mein ahist ahista un ko songhta rehon. us din to who kuch waqt bethnay ke baad chali gayi..hum bhi sab ghar ko set karnay lag gaye .Fsc clear kar chuka tha Bsc mein admission lena tha Mama ne jab ghazal se baat ki to unhon ne keha aunty ap pareshan kyun hoti hain ..mein jis academy mein MSc final year ki tyari kar rehi hon wehan main part time parhati bhi hon to ap fikar na Karen mein us ko usi academy mein admission dila deti hon…ab mujhe kya aitraaz ho sakta tha bas ek uljhan si thi ..naya shehar naye loog mere liye pata nahi kaise adjust karon ga ..lekin ek baat ka sakoon tha ke chalo ghazal apa to hain na . .ek din ghazal apa mujhe apnay sath apni academy le gayi ..woh academy shehar ke ek posh area mein thi aur hum se kuch door nahi thi bas paidal chalain to koi 15 se 20 minut ka rasta banta tha ..
Pehaly din hi mein un ke sath academy gaya …mere liye unhon ne khud hi sara intzaam kar lia aur mujhe ek teacher imran sahib the koi 50 ya 55 saal ke the un ke huwalay kar dia . academy mein who ek sakht mizaaj kisam ki teacher thi. such to yeh hai ke un ki personality aisi thi ke mein khud us se baat kartay huway ghabrata tha ..shyad is ki wajah bhi ghazal apa ki personality thi….Ghazal apa subah 10 am hi academy chali jati .pehlay khud parhti baad mein school levels ki classes ko bhi parhati .mein dopaher ke time jata tha ..lekin hota yeh ke shaam ko sath hum ikethay atay the…woh rastay mein mujh se batain karti .mein hasb-e- adat han mein han milata un se batain karta chala ata ..sara din jaise bhi guzray mujh sham ka intzaar hota ke kab mein un ke sath batain karta hua ghar wapis jaon ga ..un ke jisam ki khushboo yehan bhi mere sath sath chalti .mein kabhi kabhi raah chaltay un ke kareeb hota to mujjhe un ko songhnay ka moqa mil jata …lekin mein aisa jaan bojh kar nahi karta tha .bas mujh se ho jata ..lekin is baat ka ahsaas ghazal apa ko na ho pata ..kabhi kabhi mera dil karta kash yeh rasta khatam na ho .lekin aisa kaise ho sakta tha ghar to ana hi hota tha .. jab hum wapis aa rehe hotay rastay mein ek gali ke ,mor par ek chota sa park tha..wehin park ke gate ke pass 2 larkay motor cycle lekar kharay hotay..jaise hi who morr ata ..ghazal apa ke qadam tez tez uthnay lagtay ..ek larka palat kar ghazal apa ki tarf dekhta aur dosray se koi baat karta aur dono hasnay lagtay .aur kabhi koi fiqra bhi kas detay .mujeh suchi baat hai ke pehlay pehal halaat ka andaza nahi tha ke yeh sab kya hai .aur na hi mein ne kabhi Ghazal apa se pocha tha ..ek din aise hi ham chalay aa rehe the .jaise hi who ur morr par pohnchi un ke qadam tez ho gaye .mujeh bhi sath dena para .jaise hi hum un 2 larkon ke kareeb aye .un mein se ek bola “ janu body guard rukh lia kia ? itna keh kar who zor se hans para dosra bola janu body guard choot ke liye rukha ya gand ke liye .sath hi woh dono zor se hasnay lagay ..mein ne dekha Ghazal apa ka itna sun kar un ka rung ur gaya ..mujhe yeh sab itna bura laga ke apnay ap mere qadam ruk gaye aur mein un ki tarf gusay se dekhnay laga .ghazal apa ne mujhe ruktay dekh kar peechay mur kar dekha aur foran mera hath pakar kar boli..chalo khalid in ko bakwas karnay do..shayd mein chal bhi parta lekin who larkay meri tarf baray aur ek bola” oye tu dekh kis tarah reha hai salay to body guard hai is ka kya.. is se pehlay ke mein kuch kehta who mere sar par aa chukay the ghazal apa ne mera hath waise hi pakar rukha tha ..mujhe dar bhi lag reha tha gusa bhi aa reha tha .woh dono larkay qad kath mein mujhe se kafi baray bhi the guseelay bhi ..Ghazal apa un ko pass dekh kar waise hi seham chuki thi .ek larka agay barha aur us ne Ghazal apa ki gand par chutki kaat kar bola “ hum ko time nahi deti ho aur gusa dikhati ho jaise sari umar apni choot ko sambhal kar rukho gi..Ghazal apa ki sehami hui awaz sunayi di ..chhoro humain janay do “. Lekin un ka irada shayd yehi tha ke aaj roz roz ke intzaar ka kuch faisla karma hai ..mera gusa mere dar par hawi honay laga ..mein ne dono peechay se apni poori taqat laga kar dkaka dia .woh dono gir gaye
Mein ne gusay mein aas pass dekha to mujhe kuch dor 2 ya 3 tooti hi eentain (bricks) nazar ayi mujeh aur to kuch na soojh mein ne ek tukra uthay aur jo larka sab se kareeb tha us ke sar poori shidat se mar dia .woh larka charka kar wehin gir gaya ..dosra bhi uth kar khara hi hua tha ke apnay motor cycle ki tarf bhaga ..mera gusa kam nahi hua mein us ke sar ka nishana lekar who tooti hui eent (brick )us ko khaich kar mari .yeh mehz ittefaq tha ke who seedha apnay nishany par lagi .warna mera nishana koi itna acha nahi hai..ghazal apa ke yeh sab dekh kar hosh gum ho gaye unhon ne mera hath pakar aur takreeban khanichti hui bhag rehi thi ..mujeh hosh nahi tha mei ne kya kar dia ..bas mujeh jo acha laga mein ne kar dia ..hala ke mein life is tarah ki situation ka adi nahi tha ..abhi bhi nahi hon..khair hum ghar aa gaye ..Ghazal apa atay hi mujhe par cheekh pari ..” oh tum pagal ho agar who mar jata to .tum ko sharam nahi ati jab mein ne keha tha in ke monh nahi lagna chalo to tum chalay kyun nahi “ who gusay se bolti rehi mein sunta reha “ aur ab kharay kharay mera monh kya dekh rehe ho..jao ghar ayenda tum mere sath mat jana samjhay ..mei chal dia lekin kuch qadam chal kar mein ruka aur wapis mur kar bola .unhon ne ap ko gandi batain kyun ki thi ..mujhe jo sahi laga mein ne kar dia who jaise phat pari ..akeli gareeb larki ki kya zindagi hoti hai tum nahi jantay abhi buchay ho kal ko ko phir aisa hua to kya tum ksi ka qatal kar do ge ..mein ne waise hi jawab dia han kardon ap ko jis ne bhi aisa waisa kuch keha us ko maar don ga.
Who hairani se mera chehra dekhti rehi lekin meri baat sun kar kuch boli nahi ..agalay din wiase bhi Sunday tha who bhi ghar par thi aur mein bhi …Monday ko mein dobara academy chala gaya ..shaam ko meri aur Ghazal apa ki mulaqat hui na unhon ne kuch keha na mein ne lekin hum dono ko paka yaqeen tha ke who dono larkay ab hum dono ka wait kar rehe hon ge ..lekin humara andaza ghalat tha ..wehan koi nahi tha ..hum dono jaise sakoon se chaltay huay ghar aa gaye ..aur us ke baad kabhi un ka aur humara samna na ho saka na hi who wehan kabhi nazar aye ….garmiyon ke din the hum ko academy se 2 month ki chhutiyan ho gayin thi ..ek din mama ne ghazal apa se keha ..ghazal khalid ke liye koi tution hi rukh do .kam se kam course to rewise kar le ..Ghazal apa kehnay lagi aray aunty ksi aur ke pass janay ki kya zaroorat hai is ko mere tarf bhej dia Karen mein rewise karwa deti hon ..mama ne socha chalo acha hai is tarah ghazal apa ko fees ki shakal mein kuch help bhi ho jaye gi …Ghazal apa ne mujhe dopehar ko 2 bajaya ka jaya karo..tab tak mein ghar ka kaam complete kar ke free hoti hon tum ko study ke liye time mil jaye ga.
Mein dopehar ko khana kha kar un ke ghar janay lag gaya …amma ab bahut borhi ho chuki thi un ko dosray kamray mein charpai par hi khana de dia jata .kuch aur chahiye hota to who awaz de deti .jab mein jata ghazal apa kitchen dhoo rehi hoti ..kitchen dhotay waqt who apni kameez peechay se khaich kar agar shalwar mein phansa leti tak ke dhotay waqt geeli na ho ..lekin aisa karnay se un ki shalwar tight ho jati aur un ki gand ke beach phans bhi jati ..mein yeh sab nazar utha kar dekhta rehta who bethay bethay kitchen dhoti rehti un ki gaand oper neechay jaise jaise hoti mere dil ki dharkan tez honay lagti ..un ki shalwar peechay se geeli ho kar un ki gaand se chipak jati .un ki adhi nangi tangain aur un ki gand dekh kar mujeh ajeeb sa maza ata aur mein yeh manzar ghor se palkay jhupkay begair dekhta rehta isi tarah fatsh dhotay hue jab who agay ko jhukti to mujhe door bethay huay bhi un kameez mein jholti hui gori gori chhatiyan nazar anay lagti aur mein betha betha un ke size ka andaza karnay lagta .36 hain ya nahi bas yehi hisaab lagata rehta ..lekin yeh nazar bhi khatam ho jata farsh dho kar who ek dum khari ho jati ..ab un ki shalwar peehay se hi nahi agay se bhi geeli hoti …mujhe is baat ka bhi andaza ho jata ke un ki ab shalwar un ki choot se bhi chimti hui hai ..oper dekhnay par andaza hota ke jaise who haanp rehi hain aur jaise un ke boobs kameez mein idher udher atkay hue hain who bra bhi nahi pehnti hain …yeh nazara mere andar hi andar hulchal paida karta rehta aur mujeh apna khoon tez tez dorta mehsoos hota ..lekin bila shuba yeh ek aisa manzar tha jis se mein nazar nahi hata pata tha ..raat ko bhi jab mein akela laita hota mujeh who manzar ankhon mein ghoomta milta mein us se enjoy karne ke liye foran ankhain band kar leta aur baar baar us ko zehan mein repeat karta